Monday, March 11, 2013

Kyu rokte ho khud ko mujh me mil jane se

क्यों रोकते हो खुद को मुझमे मिल जाने से
सब जहाँ मिल जायेंगे बस तेरे मेरे मिल जाने से
कि ख़त्म हो जाएँगी बाकी ख्वाहिशें
मेरी सुबह में तेरी खुशबू घुल जाने से

शाम और दोपहर मेरी महकने लगेंगी
धडकनें  तेरे नाम से बहकने लगेगी
तेरी मंज़ूरी हो जाये ऐ दिलबर तो सच
बरसों से गुम मुस्कान फिर चहकने लगेंगी

मैं खो जाऊंगा फिर तेरे प्रेम के भंवर में
कि याद ना रहेंगी कोई सांझ तेरी सेहर में
हाँ व्यस्त कर लूँगा खुद को तेरी मुस्कान के लिए इतना
ना याद रहेगा कोई सिवा तेरे इस सुनसान शहर में

मैं कहता हूँ जो सच है और यही हकीकत हैं
आज मुझे गर हैं तो बस तेरी ज़रुरत हैं
खुदा की बंदगी भी तुझे पाने को ही  शुरू की
दिल-ए-"मान" के लिए तू ही बस उसकी इबादत हैं

दिल कहता हैं हर लम्हे में तारीफ करूं तेरी
उसमे भी हासिल पर मुझे कहा महारत हैं
हो पायेगा जीना तो अब तेरे साथ ही
बिन तेरे चलती इन साँसों पे लानत हैं

अब तू कबूल कर ले तोहफे मोहब्बत के
कि बता मुकाम कोई तो मेरी चाहत के
किसी ओर तरह पाना होता तो कब का पा चुका होता
कि इनाम कोई तो नाम कर मेरी शराफत के

हाँ ये हो ना पता मुमकिन शायद कभी भी
जो आखिर तेरी पहल पे हमने कही तो सही
जो तू ना समझ पाता मेरे इश्क की ख़ामोशी
तो "मान" कह ना पाता ये दिल की बात कभी

और हाँ जो बोल पाया हूँ तो इनकार मत करना
हाँ भले तू खुल के इज़हार मत करना
बेकरार दिल में अभी तो चैन आया हैं
चुप रहना भले पर नामंज़ूर मेरा प्यार मत करना

नहीं कहता ये कि बिन तेरे मर जाऊंगा
पर इतना तो तय हैं कि जी भी ना पाउँगा
हाँ तुझसे ओ हसीं दूरियाँ बढ़ा लूँगा
इस तेरे दिल से खुद को मिटा दूंगा________

My Conversation with Loneliness

Today loneliness came to me and asked
“Where were you from the last 5 days?”
"I waited for you
I searched everywhere for you
I asked all the persons in path
In all the drawings and in all the bays."

"I went to river and asked to her
Have you seen my dearest one?"
"I approached the sky and asked him too
If he has seen a face like you"
"I wondered everywhere
And jumped from terrace to terrace"


"And after all my trials of finding you
I got to know that I can’t find you"
"You were nowhere in this world
But were flying like the happiest bird"

"Because you were gifted with such a friend
Who hasn’t left you alone for a single moment"
"The one was always caring for you
And that turned my worries from red to blue"

"Now I agreed with the words of her
That those five days were the happiest ever
But again you found me you're very clever
Now I’ll be with you from now forever…. "

My Good Luck that I met you

It was my good luck that I met you
God has given me that beautiful chance
I was always a pen without Ink
But really got refilled after having your glance…

It is the most valuable moment for me
That you and your feelings are with me
I’ll never give u a chance to go
And the feel between us will forever grow…

I wish you too love this stupid man
So that I can say that my destiny is the best
From the day I’ve seen your face
Life has become a beautiful fest

I have composed these lines for just a reason
That for proposing my love there need not be any season
And at last I am saying to you
In three most lovely words “I Love You”

Thursday, March 7, 2013

Himmat

अब तक जो हमने पाया वो हक की बात थी
गर वो ना मिल सका तो लानत की बात थी

या ख़ुदा जब भी सोचा तो सोचा बस उन्हें
एक बार भूलना भी तो हिम्मत की बात थी

ना अभी का हैं जूनून ना आज की हैं बात
सदियों से गुम दिलो के मिलने की बात थी

हो जाये गर मेहरबां वो आज "मान" पर
तो ये समझना कि ज़िन्दगी भी कल की बात थी________!!!

Izhaar

 इज़हार ना कर सके पर हम ये सोचते थे कि जिन्हें खुद इश्क की पनाह हो
इज़हार-ए-इश्क की उनको कभी ज़रुरत नहीं होती

ग़मो के दौर में जिनके साया रहते हैं हम
ख़ुशी के पलो में उनको हमारी ही हसरत नहीं होती

ना जाते उस रोज़ जन्नत न मिलती उनसे नज़रे
या ख़ुदा उनके दीदार की फिर हमे चाहत नहीं होती

मासूम दिलकश अदाओं पे हम बन गए दीवाने
सोचा था यहाँ कभी बनावट नहीं होती

ख्वाबों से बसते थे "मान" कभी जिनके आशियाँ
सुना हैं आज कल वह कोई सजावट नहीं होती

जो उसने ठान ली मुझसे रूठ जाने की
तो दिल पे किसी के किसी और की हुकूमत नहीं होती

दुआ हैं उस परवरदिगार से तेरी सलामती की
कि दिल तोड़ने वालों को हासिल कभी जन्नत नहीं होती________!!!

Rutba

ये ज़मीन की फितरत है की वो हर चीज़  जब्त कर लेती हैं
वरना तेरी  याद में निकले आंसुओ का एक अलग समुन्दर होता

हर बार चुप रहे ज़ख्म बनते भरते गए
जो तुम साथ होते तो मैं भी खुल कर रोता

मुहब्बत ना करता, दिल्लगी ना होती
जो नज़रे वार ना करती, तो ये दिल भी ना खंजर होता

दिल ने कहा था जो कुछ गर उसपे गौर करता
तो आज मेरे रुतबे का कुछ और मंज़र होता

वो अकेले चले गए आवाज़ भी ना दी हमको
क्यों ना समझे ख़ुशी का लम्हा तो साथ चलकर होता

मस्जिद की सीढ़ी चड़ी ना मंदिर में माथा टेका
जो तेरा नूर आता तो ये पाक जिगर होता

"मान" तुम पर भी होता गर खुद कभी मेहरबान
तो शायद ये ज़माना न इतना सितमगर होता

अब आज सोचते हैं क्यों कह ना पाए उनसे
जो उनके साथ होता तो पल-पल ये सुन्दर होता_________!!!

Virodh

कभी धूप घनी स्वर्णिम कभी अजब काली छाया
मैं खुद को आज तक क्यों समझ नहीं पाया

अथाह दुःख में गोते, अपार हर्ष भी आया
कभी दे दिया बहुत कुछ, कभी रस्ते से लेकर आया

कभी खोने की सीमा न रही, कभी अत्यंत वैभव पाया
कभी भीड़ का नेतृत्व, कभी खुद को ना संभाल पाया

कभी हँसते हँसते रोया, रोने पे हँसना आया
कई ज़िंदगियाँ बनादी, कभी खुद को ना जीना आया

विश्वास के प्रजाल में विराट धोखा खाया
अगाध प्रेम की लहर से मन-पग को धोकर आया

सफलता मिली अपार कभी, कभी असफल लौट के आया
फिर सूरज की किरणों को मन में उतार लाया

पर हर बार मन की चंचलता को गौर से देखा तो पाया
कि मैं खुद को आज तक क्यों समझ नहीं पाया ______!!!

Kaash Main Bhi Manav Hota

दुखी होता हूँ सोचकर
खुद में कमियाँ  देखकर
कितना बुरा हु मैं जानता हूँ मैं
सभी गलतियाँ अपनी मानता हूँ मैं
पर इस बात से सिर्फ मन ही दुखी होता
काश! मैं भी मानव होता


मेरी अच्छाईयां छिप जाती हैं
मेरे गुण सिमट जाते हैं
बढ़ जाती हैं बेचैनियाँ ये सब जानकर
पर इस बात से सिर्फ मन ही दुखी होता
काश! मैं भी मानव होता


दुर्गुणों का विकास हो रहा
गुणों का मेरे ह़ास हो रहा
मंजिल पहले खुद चलती थी
अब मुकाम से दूर हो रहा
मन करता हैं विद्रोह बहुत अब ये सब जानकर
पर इस बात से सिर्फ मन ही दुखी होता
काश! मैं भी मानव होता



मनुष्यता मेरी नष्ट हो रही
दैन्यता हष्ट पुष्ट हो रही
'लक्ष्य' की ओर बढ़ते हैं कदम
पर दक्षता कम हो रही
रहकर जीवित भी मर न जाऊं ये सब जानकर
पर इस बात से सिर्फ मन ही दुखी होता
काश! मैं भी मानव होता


क्षमताओ का विनाश हो रहा
लालसाओ का विस्तार हो रहा
चरित्र के उत्थान में प्रयासरत हैं हम
पर पतन के गर्त में वह गिर रहा
परमात्मा से दूर हो न जाऊं ये सब जानकर
पर इस बात से सिर्फ मन ही दुखी होता
काश! मैं भी मानव होता_____________!!!

Ek Bhayawah Kalpana

२१ वी सदी में आते आते किया भारत ने भी विकास
नगर बढ़ गए गाँव घाट गए पर बढ़ न सके आवास

समस्या थी विचित्र कोई हल नहीं था
फिर भी शान्ति थी मन में कोई भय नहीं था

"काटिए वृक्ष" इस पर दिया संपूर्ण बल
यही था लगा इस विचित्र समस्या का हल

फिर मानव ने काटे वृक्ष और दिया धरा को उजाड़
तब रोकने इस घटना को थी आई मरू में बाढ़

ऐसी विपदा आ सकती है फिर, अब तुम इससे बचना
विपदाओं से दूर रखेगी तुम्हे "एक भयावह कल्पना"

Wednesday, March 6, 2013

Various 5

TERE HAR LAMHE KI KHABAR CHAHIYE
TERI NAZRO ME MERI NAZAR CHAHIYE
KOI BANDISH NAHI TUJHPE DILNASHI
BAS PYAR ME ITNA ASAR CHAHIYE…

Main  jo bhi kahta hu wo alfaz tere ho
Mujhe jo bhi mile wo ehsaas tere ho
Main kuch isse zyada chahu nahi re ab
Bas jo mere aas paas ho wo geet aur saaz tere ho…

Thik tera mera rishta bhi ajab hai yaar
Main sab kuch chhod du, tu chhote na yaar
Kya kashish hai na jane kya junoon hai
Tod diya har nata fir kyu toote na pyar…

Sach ab dil karta hai kisi ko na manau
Jo rooth gaye hai sab to main bhi rooth jau
Mujhe akele jeene ka shouk tha kab se
Jo aaj mouka mila hai to yaar kaise gawau…

Jo kuch tune kaha gar tere dil me bhi wahi hota
Mujhe malum gar ye chalta to main hi nahi hota
Tujhe pata hai tera deewana tarasta hai tere sath ko
Chhod,  khabar ye tujhko hoti to tu mere sath yahin hota…

Aaj tere ishq ka imtehaan hoga
Mehfil nahi fir sada soona makan hoga
Ki aaj tera paigam jo na mila mujhko
To faasla fir umra bhar apne darmiyan hoga…

Paas mere tere ehsaas hai dilbar
Bas tujhse doori ka ehsaas satata hai
Har baat manzoor hai tere ‘Maan’ ko dilbar
Bas tujhse itni doori sah nahi pata hai…!!!

Priyatama

Hasti hai chandni ki tarah
Wo baat dua si karti hai
Bahti hai nadiya ki tarah
Kalkal meetha sa karti hai

Akhand jyot ek prem ki
Dil me jalaye rakhti hai
Madhur muskan shahad jaisi
Mere dil me liye rahti hai

Pyar hai mujhse usko itna
Aakash se zami jo karti hai
Pyar hai mujhko itna jitna
Wo hami se karti hai

Sab kuch pana fir kho dena
Mujhko khone se darti hai
Pana khona hai bas me kaha
Zuda hone se darti hai

Pavitra paavan paak prem
Preyasi pyari priyatama
Manohar madhumati
Maan khwabo me mila karti hai

Tareef me uski lafz hai kam
Par khoobiya apaar hai
Lo aaj main fir se kahta hu
Ki mujhko usse pyar hai

Ganga samtulya hai uska mann
Chandi sa ujjawal roop youvan
Adaaye zuda si rakhti hai
Wo mere dil me basti hai…
Wo mere dil me basti hai…!!!

Bas Pyar karu

Badi muddato se jab mera yaar mere saamne aaye
Ae khuda tu hi bata main kya karu
 
Gar ho teri izazat to palke uthake deedar karu
Ya tu kahe to sar jhukake salam karu
  
Ho jaye gar teri meharbani mujhpe gar tabhi
Baho me bharke beinteha pyar karuuuuu....

Various 4

Garmi hai dopahar me
Aur raat ko sardi padti hai
Ye mousam ki badmaashi
Humko bhgatni padti hai

Subah subah tu yaad aave
Na pakar sanse jhadti hai
Sham ko bhi mushkil hove
Jab paas me tu na milti hai…!!!


Tere mere pyar ka dilbar promotion hota jaye
Dhire dhire mitha mitha dard ye badhta jaye
Aa ja jana milne ab to mujhko kyu tadpaye
Ang ang me ab aag lagi h ab ek pal raha na jaye...!!!


Jis roz tere liye ye kalam nahi chalti
Meri saanse thik se teri kasam nahi chalti
Bechaini ho jati hai mujhe bahut dilbar
Din to kat jata hai par sham nahi dhalti…!!!


Marne ki  baat nahi karta
Mujhe teri baho me har pal jeena hai
Sham-o-sehar tera ehsas hai mujhe
Teri ankho ke jaam har waqt peena hai…!!!


Tu hai to hai yaha saanso me gati
Rehna mere sang mere dilnashi
Tu paas rahe sada, main mangu ye dua
Ye ek hi khwahish ab to har ghadi…!!!


Tu hai to hai mere chehre pe hasi
Tu hai to hi mere paas bhi hai khushi
Tere hi dum se main roobaroo hua khud se
tTere bin nahi thi mujhe khud se hi dilkashi(n)....

 

Monday, March 4, 2013

Various 3

Hasrato se badhkar ek hasrat ho tum
Mere jeevan jeene ka ek maqsad ho tum
Mujhe nahi pata ki pyar kaise hota hai
Par itna zaroor kahta hu saanso ki jarurat ho tum…

Gusse se tune apne
Mera muqaddar kharab kiya
Tu wo shaksh hai jiske chhotne par
Hume afsos hua ki kyu na ab tak maine sharaab piya…

Kuch der pahle jo teri awaz suni thi
Mere bechain dil ko bahut rahat mili thi
Kya hai agar ye kuch bhi nahi hai
To pakar mujhe kyu tu bhi itna khili thi…


Tu hai sirf meri aur ye shaksh sirf tera hai
Mere khwab aur meri saanso pe haq sirf tera hai
Mera jism meri rooh teri amanat hai
Jo aata hai koi khyal har waqt wo tera hai…


Main kya kahu ki lafz bhi to khoobsurat hone chahiye
Unke bare me kuch bhi yun hi to kah nahi sakta
Unki ada-o-andaz ko bayan karna hai mujhe
Aise hi poora din kiye to rah nahi sakta…


Roothna nahi kabhi meri bato ko lekar
Na hona khafa kabhi itni sougate dekar
Tera saath bhi zaroori hai jeene ko mere
Na guzar payegi ye zindagi bas yado me jeekar...

Mujhse naraz wo kya rah payega
Jisko narazagi ka matlab nahi pata
Wo shaksh duniya se pare hai
Masoom hai behad uske roothne ki bhi ada...

Various 2

Kahna hai tujhko ye tere hi andaz me
Ki hoke tera hi rahna hai har pal tere hi paas me
Ye sirf kahne ki baat na samajh
Sach yahi hai ki har lamha guzarta hai tere hi ehsaas me…

Bahut zyada teri narazgi ka dour chal raha hai
Lagta hai koi khwaab har aur jal raha hai
Malum nahi kab tak roothi rahegi jana
Tere bin guzarne wala har ek pal khal raha hai…

Paas aane ko kaha kar
Door jane ki baat na kar
Koi mazboori nahi hai khul ke aaja
Bhala koun jeeta hai apni khushiyo ko markar…

Tum mujhse roothe raho
Bahle gussa karo tum
Door jane ki baat na kaho
Umra bhar mere saath raho tum…

Mujhe lagta tha main kabhi badal nahi sakta
Auro ke hisaab se chal nahi sakta
Par dhire dhire ab to apne bhi kahne lage hai
Ki ae Maan isse zyada koi bhi badal nahi sakta…

Ho sakta hai mujhe bewajah rooth jane ki aadat ho gayi hai
Kya kau jo waqt mera tha wahi mujhko nahi milta
Ho sakta hai ye meri hi galatfahmi ho koi
Ya ho sakta hai khud apko bhi apna waqt nahi milta…

Ek pal sochte hai naraz rahe chahe dil na lage teri yaad me
Rab jane ya tu jane kya kashish hai teri awaaz me
Mera gussa fir rah pata nahi nahi hai
Par jal uthta hu us pal jab tu nahi ho paas me…

Hone ko kuch bhi ho jaye magar
Kabhi ho na paye ye pyar beasar
Na hai to bilkul nahi kisi se bhi ummide
Poori na ho to tootta hu jitni bhi hai tujhse par...!!!

Various

Har kahani se alag Meri kahani ho
Tum mera jeevan meri zindgani ho
Ki chahta hu itna tumhe ki chahat bhi yahi kahe
Mere dil ki rani tum meri bas meri deewani ho…

Ek pal bhi tanha kaha hota hu
Har pal tere khayal mere sath hote hai
Ki paththar banke jeeta raha tha main
Tere milne ke baad ab yaha mahke bagh hote hai…

Tere asar main khud ko pahchan lu
Aa mere kareeb tujhe jeevan main maan lu
Tere bina adhoora hai mera har  ek pal
Qatra qatra mera aa tujhpe waar du…

Wo ghazal likh kar humse shart lagane lage
Apna dard-e-dil hume batane lage
Aansuo ka apne hisaab manga humse
Samundar ki taraf dekhkar hum muskurane lage…

Mujhe maloom nahi kyu par mujhe ye lagta hai
Meri kismat me koi yaar hi nahi
Kisi ek ke liye sab kuch chhod kar pata chalega
Ki us ek ne humse kiya kabhi pyar hi nahi…

Sab hi roothe hai humse bas ye tanhayi nahi roothti
Ghane andhere me bhi kyu meri parchayi nahi roothti
Jeene ka gham karu ya marke ye kam karu
Kyu tan se mere saanso ki rubai nahi chhotti…

Tu samajh na payega mere lafzo me kya chhupa hai
Tere liye to tere aas paas rehne wala khuda hai
Tu mohabbat ke junoon se abhi waqif hogi der se
Itni jaldi jo aa jaye wo Mohabbat hi kaha hai…

Kabhi kabhi koi yar rooth jata hai
Kabhi yaro ki mehfil hi rooth jati hai
Sab hi rooth jaye fir bhi koi jeeta hai kaise ye ab jana
Humne to suna tha aise me aksar saanse hi chhoot jati hai…

Khud apne ko khush rakhna maine bahut sikha
Kisi aur ko khushi dena nahi aaya
Fir kyu pareshan ho jau main ab
Jab unko bhi andaaz wahi pasand aaya…

Dil ki Baat

Tujhse dil ki baat kahu
Har lamha tere sath rahu
Teri jheel si ankho me
Pyar banke bahta rahu

Jo pavitra hai sab rango me
Pyar ka wo rang main hu
Teri ek muskan ki khatir
Maan baha sakta hai lahu

Paya hai jitna tujhse janam
Wo sab main  jag se na kahu
Teri meri sari bate
Sahej ke tere hi dil me rakhu

Ye sare armaan hai mere
Aa tujhko baho me bharu
Jab bhi rukhsat hou jag se
Teri baho me aa bikhru…!!!

Ye bas Ishq nahi

Ye bas ishq nahi na hi sirf Pyar hai
Tere mere darmiyan Ehsaso ke taar hai

Ye chahte ya Khwahisho ke silsile bhar nahi hai bas
Dhadkano ke ek hone ka dilnashi chamatkar hai

Meri Ek nazar bhar padne se Tere roop me jo aata nikhar hai
Mohabbat ki kasam jahir karta hai teri bhi sanso me mera junoon sawar hai…!!!

Ye bas ishq nahi..............

Lout Aa

Mere haseen dilbar Mere jeene ki wajah
Tamanna hai Tujhko Dekhu Main jau jis jagah

Mere ehsas meri kahani Meri jaan banke raho
Mere labo pe pyar ki dastan banke raho

Mujhe apna bana ke tumne ehsaan mujhpe kiya
Dil Soche har pal kaise karu main Shukriya

Tere labo pe hasi muskan banke jiyu
Main ishq banke tera, teri pahchan banke jiyu

Main shaksh bura bahut hu duniya bhar ke liye
Tere Liye Sharafat ki misaal banke jiyu

Mujhe de de har gham tu apna main khud ko bhigo lunga
Aa jao fir se mujh tak ki warna ab ro main dunga

Na jhagda ab karunga fir kaisi koi sulah
Tujhe bhar ke aagosh me pura ho jau aaj iss tarah

Mere haseen dilbar Mere jeene ki wajah
Tamanna hai Tujhko Dekhu Main jau jis jagah...!!!

Purani bate

Kitni dafa guzra hu, teri galiyo se main
us roz k baad jis roz aapne alvida kaha tha...

main aaj bhi 7 baje wahin tera intezar kiya karta hu
us mulaqat k baad jis mulaqat ko aapne aakhiri milna kaha tha...

us doodh ki dukan wale jaanne lage h ab mujhe
teri gali k bachcho se pahchan ho gayi h
us roz ke baad itne log mile fir bhi tere bina zindagi veeraan ho gayi h...

... main roz 1 gulab apne sath liye ghumta hu
us roz k baad jis roz aapne mujhko thukra diya tha...

ye samaaj ki deeware, jaati-paati k bandhan
nahi lagte thik us roz se jis roz aapne inko apna bana kar humko bhul diya tha...

us roz ke baad 1 dafa bhi neend nahi aayi,
us roz ke baad tera intezar tha par tu nahi aayi,
shikayat tujhse nahi teri baato se bhi nahi h,
bas itna lagta hai ki tujhko kya us roz ke baad ek baar bhi meri yaad nahi aayi....!!!

Aa Mil Ke Muskura

Chahe bate na kar
Chahe kuch na jata
Par mujhse ae hasin
Tu ho na yun khafa

Main janta nahi
ab kya karu bata
Mujhe jarurat h teri
Mere paas to aa


Main koshish karunga
Tu bhi Sath de zara
Bhar k mujhe pahlu me
Kuch bol to zara

Mithi chhuan teri mujhko de zara
Wo kashish wo junoon dhoondh k to la
Aaja ki rote h har pal tere bina
Mujhe malum nahi kaise par pahle sa mujhko bana.

Main hasna Chahta hu
Mujhko hasa zara
Meri khushi hai tujhse
Aa milke muskura...!!!

Friday, March 1, 2013

Meri Narazagi

Jo kaha tha tujhse wo meri narazgi thi
Wo sb kahkar mujhko b khushi nhi thi

Jitne pal tujhse door rha main
jeeta rha par zindagi nhi thi

Ye sanse mujhse khafa ho rahi thi
ki bechainiya bahut mujhe ho rhi thi

Main koshish karke bhi muskura nahi paya
Har waqt kuch boonde palke bhigo rahi thi...!!!

Pyar Tum sikha Do

Kuch or pane ki hasrat nhi ab meri
Mujhe mere dil ka haq tum dila do

Aa jao kar do roshan meri andheri raho ko
Mujhe Pyar ka asar do itna ki mere sare gham bhula do

Chain se sone ko tadap h kab se rooh me
Mujhe Baho me lekar humdum ek bar to sula do

Tum Pas nhi ho mere fir b muskurana pdta h
Mere Dil pe hath rakh do ki aaj mujhko rula do

Rishte to sare yaha h par tumsa koi kaha h
Ummeede tumse h jana ye nata tum nibha do

Nafrat bhare iss jaha me bhool k sari rasme
Dil-e-MAAN ko o jana pyar tum sikha do...!!!